He is just a dream....
With a god like face...
Far away in a shining gleam...
Standing with such a grace...
My Life
Monday, November 22, 2010
Zikar kiya hai zindagi ka....
Hai khuda ka ye anmol tohfa,
ruth ke isse kya tum paoge...
zikar kiya hai humne zindagi ka,
isse bachke ab kahan jaoge...
Kismat bhi karegi sath dene ka vaada,
apne khwabon me jab udhan laoge...
zikar kiya hai humne zindagi ka,
isse bachke ab kahan jaoge...
Banega tabhi ek naya tarana,
jab tute hue sur jodh ke gaoge...
zikar kiya hai humne zindagi ka,
isse bachke ab kahan jaoge...
Manzil chumegi kadam tumhare,
Nakamyabi ke dar se jab aage aaoge...
zikar kiya hai humne zindagi ka,
isse bachke ab kahan jaoge...
Sath denge har kadam pe tumhare apne,
Gairon se jab tum chot khaoge...
zikar kiya hai humne zindagi ka,
isse bachke ab kahan jaoge...
ruth ke isse kya tum paoge...
zikar kiya hai humne zindagi ka,
isse bachke ab kahan jaoge...
Kismat bhi karegi sath dene ka vaada,
apne khwabon me jab udhan laoge...
zikar kiya hai humne zindagi ka,
isse bachke ab kahan jaoge...
Banega tabhi ek naya tarana,
jab tute hue sur jodh ke gaoge...
zikar kiya hai humne zindagi ka,
isse bachke ab kahan jaoge...
Manzil chumegi kadam tumhare,
Nakamyabi ke dar se jab aage aaoge...
zikar kiya hai humne zindagi ka,
isse bachke ab kahan jaoge...
Sath denge har kadam pe tumhare apne,
Gairon se jab tum chot khaoge...
zikar kiya hai humne zindagi ka,
isse bachke ab kahan jaoge...
Saturday, November 13, 2010
Subscribe to:
Comments (Atom)